How he used to often say, "Iss hamam mein sab nangey hai"?
The answer my friend is this: Iss haman mein sab designer clothes pehne hue hai jo aam aadmi khareed nahin sakta aur designer bechne ke liye sirf 'fit' models chunta hai.
Samjhe na?
- - -
To transcribe: This is an allusion to the 2-G/media/lobbying/blah controversy and how CNN-IBN's head Rajdeep Sardesai used the phrase that means 'All are naked in the 'hamam' (Turkish/open bath). My response is that in this hamam everyone is dressed in designer clothes that the poor can ill-afford and which designers find models that can 'fit' into.
Samajhne wale samjh gaye haiN - na samjhe woh ... ?
ReplyDelete...woh...aur bhi shaatir khiladi hai...chhupe rustom...
ReplyDeleteGo na samjhon uski batein, go na paon uska bhaid
ReplyDeletePar yeh kya kam hai keh, mujh se woh pari paikar khula
and later
Garche hun deewana, par kiyon dost ka khaon faraib
Aastin mein dashnah pinhan, haath mein nashtar khula
And then...
ReplyDeleteJama karte ho kyon raqeebon ko,
Ek tamasha hua, gila na hua!
... ends with
ReplyDeleteaaj ghalib ghazal sara nah hua